Related Off page Techniques

Wednesday 27 April 2016

SEO kitne Type ke Hote Hai ?

SEO  2 type ke hote hai. Ab hum in ko aur ache samjhne ki koshis karte Hai.

• On Page SEO.
• Off Page SEO.
 
Jis  Prakar Hum  koi new shop open karata hai to apne customers ke liye wo  apne shop ke ander furniture design karawana, best quality wala products ko apne shop ke under rakhana apne dukan ke sajawat karta hai thik  usi  prakar hum apne blog ke ander post, title, heading permalink, images ko sahi dhang se  optimized karate hai to on page SEO kahalata hai isme aapko apne blog ke Babar ki Jane wali gatividhiyo ko nahi saamil kiya jata hai.
 
1. Title Tag Optimization.
2. Meta Tag Optimization.
   a. Meta Keywords.
   b. Meta Description.
3. Alt Tag Optimization. ( image optimization ).
4. Heading Optimization ( H1 to H2 )
5. Upload Robots.txt file : is file ke madadat se search engine humare blog post ko crowl karta hai.
6. Create XML Sitemap : isse search engine bhut ache se samjhta hai ki humare blog per kya hai.  


No comments:

Post a Comment